Friday, May 21, 2010

Yaadein

yu hi nahi beet gaye ye lamhe aise hi
in lamho mein kuch yaadein chupi hai

yaadein, jo kuch nahi kehti
anjaane hi sab kuch keh jaati hai

jo waqt saath guzara hai humne
un haseen lamho ki yaadein

aur jo waqt saath nahi paya
ye hai un khwaabo ki yaadein

dooriyaan kitni hi kyun na ho
par faasle kabhi na honge

aur ye dooriyaan bhi simat jayengi
in yaado ki yaad se....

No comments:

Post a Comment